~ LG’s Poetry Compilation ~

60332 views 2476 replies
Reply to Topic
London_Girl

Age: 124
Total Posts: 18948
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Muskura Kar Mila Karo Ham Se
Kuch KAha Aur Suna Karo Ham Se

Bat KArne Se Bat Barhti Hai
Roz Baatain Kiya Karo Ham Se

Dushmani Se Mile ga Kiya Tum Ko
Dost Ban Kar Raha Karo Ham Se

Daikh Laite Hain Sat Pardon Main
Yun Na parda Kiya Karo Ham Se
Posted 29 Sep 2006

Jisko ABCD nahi aati, uske liye sikhne kaa easy
tarika...

A for apple

.



B for bada apple.


C for chhota apple.


D for dusra apple.


E for ek aur apple.


F for fokat ka apple.


G for gol apple.


H for hazar apple


I for itney saarey apple?


J for jaao nahi khaana hai apple


K for kaise nahi khaayengey apple


L for lena padhega tumko apple


M for mujhe nahi chahiye itne apple

N for naa nahi kehtey kyunkey yeh hai apple


O for Oh to tumne khaa daale yeh saare apple


P for peth bhar khaao apple


Q for qismat mein nahi hoti hai sabke, yeh apple


R for roz agar khaao tum apple


S for sehetmand rahoge khaaogey agar tum apple


T for tumko nahi milengey itney achey apple


U for udhaar kii nahi hai yeh apple


V for very tasty hai yeh apple


W for waste na karo time aur khaalo jaldi se apple


X for X'mas mei bhii khane padenge apple


Y for youn na chehra phero dekhkey apple


Z for zaraasa aur khaalo aaple...
Posted 27 Feb 2007

Jo Rishtey Dil Se Jurte Hain


Jo Rishtey Dil se jurte hain inhain tora nahi karte
Kisi ka saath Raste mai kabhi chora nahi karte



Kahin is se Tumhare haath hi zakhmi na ho jayein
Jo Toote Aaina to phir ise jora nahi karte


Koi Toofan Teri Kishti ko Garq-e-Aab na karde
Kabhi Biphri hoi Mojon ka Rookh mora nahi karte


Tijarat ke usulon per Mohabbat ki nahi jati
Mohabbat mai kabhi Jazbaat ka Souda nahi karte


Sitam karna Mohabbat per, yeh hai Adat zamane ki
Zamane ke sitam per Hum yeh Dil tora nahi karte


Mohabbat ke usulon mai, yehi pehla usool apna
Ke Hum apni Mohabbat ko kabhi Ruswa nahi karte


Jis se Mohabbat karte ho us se Jhoot na bolo
Mohabbat mai kabi Khayanat kia nahi karte
Posted 27 Feb 2007

Friend: calls your parents by mr. and mrs.
Best friend: calls your parents dad and mom.

Friend: has never seen you cry
Best friend: has always had the best shoulder to cry on

Friend: never asks for anything to eat or drink
Best friend: opens the fridge and makes herself at home

Friend: asks you to write down your number.
Best friend: they ask you for their number
(cuz! they can't remember it)

Friend: borrows your stuff for a few days then gives it back.
Best friend: has a closet full of your stuff

Friend: only knows a few things about you
Best friend: could write a biography on your life story

Friend : will leave you behind if that is what the crowd is doing
Best friend: will always go with you


Friend: would delete this letter
Best friend: will send this back to me and all of their online buddies

Posted 27 Feb 2007

******mujh ko bhi itne loghon mein tanha bana diya.... *******



sab se chupa kar dard jo woh muskura diya
us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya



lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan
chehra bata raha tha k kuch ganwa diya

aawaz mein therao tha aankhoon mein nami thi
or keh rahe the k mein ne sab kuch bhula diya

jane kya us ke loghon se thi shikayatein
tanhaiyon ke dais mein khud ko basa diya

khud bhi voh hum se bichar kar adhure se ho gayee
mujh ko bhi itne loghon mein tanha bana diya....
Posted 27 Feb 2007

tujhse bicchaR ke ham bhii muqaddar ke ho gaye
phir jo bhii dar mila hai usii dar ke ho gaye



phir yuN hu'aa ke Ghair ko dil se lagaa liyaa
andar vo nafrateN thiiN ke baahar ke ho gaye

kyaa log the ke jaan se baRh kar aziiz the
ab dil se mahv naam bhii aksar ke ho gaye

ai yaad-e-yaar tujh se kareN kyaa shikaayateN
ai dard-e-hijr hum bhii to patthar ke ho gaye

samjhaa rahe the mujh ko sabhii nasehaan-e-shehar
phir raftaa raftaa Khud usii kaafir ke ho gaye

ab ke na intizaar kareN chaaragar kaa ham
ab ke gaye to kuu-e-sitamgar ke ho gaye

rote ho ek jaziira-e-jaaN ko "Faraz" tum
dekho to kitne shah'r samandar ke ho gaye

Posted 27 Feb 2007

Raha Yun hi Na-Mukammal


Raha Yun hi Na-Mukammal Gham-e-Ishq ka Fasana
Kabi Ana ko Neend aa gayi, Kabi so gaya Zamana
                                           
Tum apne Husn-e-Bekhud ko Shikast se bachana
Meri her Nazar Jalwa hai, Mere samne na aana
                                           
Teri Aashqi se pehley Mujhe kon janta tha?
Tere Ishq ne bana dia Meri Zindagi ka Fasana
                                           
Mujh ko is ka Gham nahi k badal gaya Zamana
Meri Zindagi hai Tum se hai, Kahin Tum badal na jana
Posted 27 Feb 2007

Lakeer Merey Haath Ki..



kuch udaas kuch khamosh
kuch bebas see lakeerien merey

haath ki?
Dhoondta Rehta hoon aksar in Lakeeron main
Aik lakeer tere naam ki
Kuch maloom bhi hey
Kuch dil bhi janta hey
Ke in lakeeron main koi lakeer Nahi tere naam ki
Phir bhi naa jane kion dhondta Rehta hoon
Aksar ek lakeer tere naam ki
Aik lakeer terey naam ki..
Posted 27 Feb 2007

Chalo Ek Baar Phir Se Ajnabi Ban Jaayein Hum Dono

Na Mein Tum Se Koi Umeed Rakhoon Dil Nawaazi Ki
Na Tum Meri Taraf Dekho Ghalat Andaaz Nazron Se
Na Merey Dil Ki Dharhkan Larhkharhaaye Meri Baaton Mein
Na Zaahir Ho Tumhari Kash Makash Ka Raaz Nazron Se
Taaruf Rog Ho Jaye To Us Ko Bhulana Behter
Taaluq Bojh Ban Jaye To Us Ko Torhna Acha
Wo Afsaana Jisey Takmeel Tak Lana Na Ho Mumkin
Usey Ek Khoob Soorat Morh De Kar Chorhna Acha
Tumhain Bhi Koi Uljhan Rokti Hai Pesh Qadmi Se
Mujhey Bhi Log Kehtey Hain Ke Ye Jalwey Paraaye Hain
Merey Hamraah Bhi RuswaaiyaaN Hain Merey Maazi Ki
Tumhaarey Saath Bhi Guzri Hoyi Raaton Ke Saaye Hain

Chalo Ek Baar Phir Se Ajnabi Ban Jaayein Hum Dono
Posted 27 Feb 2007

Sab kuch to tere pass hai

Tu phir kiyon dil udass hai?

Hai piyar bhi tere liye

Khayal bhi tere liye

Ye dil bhi tere pass hai

Tu phir kiyon dil udass hai?

Main sochta hoon bas tujhe

Main dekhta hoon bas tujhe

Jab mujh pe etebaar hai

Tu phir kiyon dil udass hai?

Hai zindagi tere liye Ye dil, khushi tere liye

Ye sab jo tere pass hai

Tu phir kiyon dil udaas hai?

Too neend main, tu khwab main

Too mere dasht-o-aab main

Har pal too mere saath hai

Tu phir kiyon dil udass hai?

Har simt hain gul khile houe

Hain dost bhi mile houe

Har simt piyar hi piyar hai

Tu phir kiyon dil udass hai?

Ye dil, khushi or etebaar

Ye dost, khwab or ye piyar

Sab kuch tu tere pass hai

Tu phir kiyon dil udass hai?
Posted 27 Feb 2007

~Forever together~


Hold me my dearest
Never let me go
Our love is so wonderful
We can watch it grow.



Here we are together
Just you and me
Loving each other
The way it was meant to be.



A lifetime of wonder
With you by my side
A love that is so special
Together we will reside.



In our special little love nest
So happy we will be
Always and forever
Just you and me.

Posted 27 Feb 2007

Kajal tere ankhon ka mere ankh main dher aae
main baat karoo tujh sae oor shaam uthar aae

kuch rooz talak anghan begha howa rehta hae
badal ki si shaal uray jabh tu mairay gher aae

hum daikhtay hae tujh ko barish kae maheeno main
bheegay howay balon main tu oor nighar aae

gandam se tere tan main khaito ki si khusbu thi
hum sanse tere gher ki dahleez pae rakh aae

yeh logh mairay dil ko piyaray hae buhat laikan
iss shehr sae kuch pahlay tu mujh ko nazer aae

jis haath pae dharni thi khusbu-e-hina hum ko
hum apni seeyahi hi oss hath pae dher aae

phirtee rehti thi rukhsat ki hawa harr soo
so hum teray kochay sae chup chap guzar aae

sarsabz shajr tujh ko gairay howay rehtay hae bia
haa yaad yeh peela sa dil tujh ko agher aae



-------------------------
Posted 27 Feb 2007

Pyaar Hai Tum Se


Sirf Itna Kehna Hai Pyar Hai Tum se
Jazbaton ki Koi Numaish nahi ki Hum ne

Pyar ke badle sirf Pyar manga hai Hum ne
Rishte ki to Koi Guzarish Nahi ki Hum ne

Chatey Ho To Bhoola Dena Humain Dil se
Sada Yaad Rakhne Ki Sifarish Nahi Ki Hum ne

Khamoshi Se ToofaN Seh Lete Hain Hum to
Un Badalon Ne Izhar Ki Barish Nahi Ki

Tumhain Hi Mana Hai Rehbuma Apna
Aur Tu Kisi Cheez Ki Khuwahish Nahi ki

SirF ItnA KehnA hai Pyaar Hai Tum Se
Posted 27 Feb 2007

GumNam           
             
Lafz Gumnam ki tarah gumnam hain       
Jese hawa ki lehrein benam hain       
            
Kash main kuch esa ker sakta       
Apni sansein us ke nam ker sakta       
De ker zindagi use apni             
Us ki mot ko main apna jata       
            
Hum kese khud gerz nikle hain       
Na Use wapas bula sakte hain       
Us ke tu misl iss jahan main hai hi nahin       
Na hi misl kissi ke ker sakte hain       
             
Ishq us ka bhi humara bhi       
Nawazish us ke sath humara bhi       
Misl-e-pyar koi ab nahin       
Bin us ke na hum jee sakte hain       
Posted 27 Feb 2007

Kassh
KitnA Pyaar Karte hain tumse
Kaash TumkO bhi yeH ehsaaS ho JayE


Magar AisA na Ho Ke Woh hosH mein tab Aaaye
Jab HuM gehri neenD mein so JaayE"


"Ujdha Sansarr Lag Rahi Hay Duniya
Bhojal Beemar Lag Rahi Hay Duniya


Jiss Din Say Gaye Ho Tum Uss Din Say Mujhey
"Baasi Akhbar" Lagg Rahi Hay Duniya"


"hichikiyon se ek bat ka ehsas hota hein
ki shayad koi humhein bhi yad kartaa hein


beshak milne naa aaye par
char lamhein humpar barbad to karta hein"
Posted 27 Feb 2007

Meray Dil Ko

mohabbat ko baraye naam rehnay do
sabhi kuchh chheen lo mujh se magar ye shaam rehnay do...
meray maazi ki kuchh kalyaan khizaan main jhad na
paain gee meray maazi ko band kalyon ko
band kalyon main tum gumnaam rehnay do...
na poochho mujh se meray dil ka haal reh reh kar meray ashkon ko
aqat bar sar-e-kalaam rehnay do...
najanay aas paas kyun lagay adhoora kuchh?..
meri iss zaat ko mehdood-e-ishq ilzaam rehnay do...
meri hasti kay kuchh oaraaq khaali khaali hain MISHILL...
meri yaadon kay kuchh asbaaq bas benaam rehnay do...!
Posted 27 Feb 2007

Milain hum kabee to aisay kayhajab bool jaee


Milain hum kabe to aisay kay hijab bool jaee
Main sawal bool jaoon tu   jawab bool jaee

Tu kisee khiyal main ho aur usee khiyal hi main
Kabee meray rastay main tu gulab bool jaee

Kabee tu jo parnay bethay mujay harf harf dekhay
Teree aankhain beeg jaeen tu kitab bool   jaee

Teray zahn pay ho haawee mere soch is tara say
Kay tu apni ziandagee ka ya nisab bool jaee

Tu jo dekhay meree janab to bachon main ek guna say
Tujay dekhloon main itna kay   sharab bool     jaee

Mujay gam tu de raha hai magar is pay chahta hai
Main hisab rakh na paaoon tu hisab bool jaee

Mujay SAAD jatay jatay faqat itna kah gaya hai
Jisay day dikhaee acha wo kharab bool jaee
Posted 27 Feb 2007

You Are
You are my inspiration,
My love education,
My one and only vocation,
A love of all ramification.
You are my destiny,
My love chemistry,
My one and only electricity,
A feeling beyond capacity.

You are my one and only,
My love pony,
My one and only folly,
The one that makes me homely

Posted 27 Feb 2007

Your Heavenly Eyes
Your wonderful heavenly eyes
Your gaze makes me turn to ice
Befitting only for the dice
Enjoying every bit like rice.

The look, as it stares
Makes me look at the stars
As they beam so linear
In the heavenly arena.

Will I be able to cope?
For how long will I hope?
Maybe it's all a "scope"?
I thought as I answered, "nope".

The heavenly eyes
Makes me squint like mice
Though tiny like a host of lice
Indelible is its bliss.

Posted 27 Feb 2007


Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi

Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi
Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi
Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se
Safeena doob raha hai, to koi baat nahi
Rakha tha aashiyana-e-dil main choopa ke tumko
Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi
Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha
Tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi
Kise majaal kahe koi mujh ko deewana
Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahi
Posted 27 Feb 2007

ACHIEVING DREAMS --

A dream is a seed
The seed of a tree
A tree full of life
And the things you can be
Your dreams are the windows
Through which you can see
A hint of your future
And the things you will be
Each night when you sleep
YOur feeding the seed
The seed of the tree
Of who you will be
Posted 27 Feb 2007

Mohabbat Kia Hay


mohabbat kia hay i think mohabbat zung ki terha hoti hay jo loohay ki tamam sakhti ko mita daity hay ishi terha yai insan ko bhi ahista ahista khatam kerty hay,mager is may aur us may jo faraq hay wo sirf mohabbat kernay wala janta hay





dost to dost hotay hain per dushman bhi piyaray,
dushman say khatarnaak woh hota hai jo dost bun kar dunk maaray.   



Kiya Mila doosti




Kiya Mila doosti bhi choot gai, piyar bhi na mila, dil aisa toota kai koi, dildar bhi na mila, dookha hua har mor par, aur koi yaar bhi na mila, jo thai doost woh bhi choot gaye, aur mere doost koi piyar bhi na mila, zindagi kai har mor par jhud akaila hi paya, kya karoon koi humsafar humraaz bhi na mila, dil jis ko doondta hai woh to hai nahin, kiya batao mujhe kiya mila aur kiya na mila, apni zindagi hi ko talash raha hoon main, ab tak talash main nuqsan hua aur kuch na mila

Posted 27 Feb 2007

Shama-e-tamanna jawaan aaj bhi hai
Har hasrat lekin bezuban aaj bhi hai
Manzilon ko nahi naseeb mere kaafile to kya
Rahon pe mere kadmon ke nishaan aaj bhi hain

kuccha lamhe jo gujare humne unke saath....
to phir kabhi khudse baat na ho saki....
bewafa to yeh taqdeer nikli....
ke phir kabhi mulaqat na ho saki!!!!

Is se pehle ki dilo me nafrat jaage, aao ek shaam mohabbat me bita di
jaye....
Karke kuch mohabbat ki baatein,
Is shaam ki masti badha di jaye

x............x............x

Posted 27 Feb 2007

AIK DOOR AISA THA'''''''''

Tu Akelay Milta Tha Aik Dorr Aisa Tha
Dil Bhout Machalta Tha Aik Dorr Aisa Tha
Bey Khudi Ka Woh Mausam Kitna Acha Lagta Tha !
Har Qadam Behakta Tha Aik Dorr Aisa Tha
Kis Tarhan Buhladoon Teray Wisal Ki Ratin ?
Chand Hum Say Jalta Tha Aik Dorr Aisa Tha
Tu Udass Lamhoon Main Mujh Ko Ourr Leti Thi
Main Tujhe Pehanta Tha Aik Durr Aisa Tha
Mujh Say Teri Duri Ka Ghum Saha Na Jata Tha
Sab Say Main Ulajta Tha Aik Dorr Aisa Tha
Tum Tu Sab Baharoon Ko Saath Apnay Lay Gay
Apna Ghar Mahakta Tha Aik Dorr Aisa Tha
Sab Andehri Ratoon Ko Main Saath Chor Detay Thay
Tu Nahi Badalta Tha Aik Dorr Aisa Tha
Uss Kay Hijar Main Bey Kuli Si Rehti Thi
Dil Kahin Na Lagta Tha Aik Dorr Aisa Tha
Posted 27 Feb 2007

Pyaar...
main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta
iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta
chahata hoon main tujhe aaj bhi par
teri soch mei apna waqt bekar nahi karta
chahata hoon main tujhe aaj bhi par
teri soch mei apna waqt bekar nahi karta
tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri
isi liye apne dard ko namoodaar nahi karta
jo kuch mila hai usi mei khush hoon main
tere liye khuda se taqraar nahi karta
par kuch tou baat hai teri fitrat mein zalim
warna Mein tujhe chahne ki khtaa bar bar nahi karta
Posted 27 Feb 2007

Raat ki tanhayon main awaz diya karte hai
chand or sitaron se tumhari baat kiya karte hai
mujhe nahi pata mere ghar wale kahte hai
hum raat main bhi tumhara naam liya karte hai

Yun to pyar karne waale tumai kam na milengay,
Mil jaingay hum jaise bohot ,,, per hum na milengay.

ye khwaab hi hai jo humen unka ehsaas dilaten hai.
sapno main sahi wo aankhon se pyar ki sharaab pilaten hai.
wo lambye baalon ka ulajhna,wo pyari si muskaan
.unke chahre ki wo shokhi,ye dil mera kurbaan.
wo laal libaaz main lipta hua husn kya kamaal tha.
jiski koi misaal nahi wo mera yaar bemisaal tha.

Tera daman na Chhodege hum tere chahane wale hain
ullfat ki rah main khud ko mitane wale hain
Chahe jitane bhi kar le tu julmo sitam
Hum her Haal main Nubhane wale hain.

Yeh dosti meri nahi hamaari hai,
Isliye toh saab rishton si pyaari hai.
Zaroori nahi doston ka roz milna,
Tabhi toh sms ka silsila jaari hai!

Hum Raat Ki Tanhai Me Tumhe Awaz Diya Karte Hai
Aur Sitaron Se Apka Jikr Kiya Karte Hai
Naa Aao Khwabon Me Humare
Hum Bhoot Se Dara Karte Hai

Kabhi unki palko se unka izhaar hoga
Dil ke kisi kone mein unke hamare liye pyar hoga
Guzar rahi hai raat unki yaad mein
Kabhi unko hamara bhi intezaar hoga

Posted 27 Feb 2007

ruk jathay hai kadam ya souch kar

jaye jay kha hum tum say ruth kar

ho gaye hai mohabbat tumay b muj say

dak lo tum apnay dil say pouch kar

hamari nejha may basa hai ik to

hum ku dhakhay ksi ko tumay dhakh kar

us kay bagar zindagi kitni bay rang hai

souchtay hai hum thani may bath kar

ho chay phir bhulana mushkil

math chaho ksi ko tum itna tot kar.
Posted 27 Feb 2007

TERE HI KHATIR

Khuli Ankhon ki zaroorat nahi tere deedar kay liye
Band Ankhon say tujhe dekha karta hon
Ho samnay tu ya nahi, har dum tujhe apnay pass pata hon

Har pal tere hi yadooon mein khoya khoya rehta hon
Mil nahi pata par tere yadoon say hi dil behla ta hon

Nahi pass mere tu is bat ka gum hay
Par ik din tu mere hogi is khushi mein is gum ko Pi lia karta hon

Mushkil hay milna apna yeh jantay hwe bhi
Bari shidat say har waqt intizar tera karta hon

Abhi nahi tu kia hwa mil hi jayengay ek din
Har waqt dil mein yehi Aaas dabaye rakhta hon

Na lana kabhi Ansooo apni in Ankhon mein
Tere Ankhon mein ek b Ansoo mein dekh nahi pata hon

Hojaye khafa humse puri dunya gum na karna
Tere hi khatir tu mein duniya say takraar kia karta hon

Laakh koshish karein hamein milne say roknay ki zamanay walay
Tere hi sath say unke har tadbeer ko mein nakam kar dia karta hon !!







Posted 27 Feb 2007

Abhi to ishq
Abhi to ishq main aisa bhi haal hona hay
k ashq rokna tum se mohaal hona hay

har aik laab pe hay meri wafa k afsanay
tere sitaam ko abhi lazawal hona hay

baja hay ka khaar hain lakin bahar ki rot main
yeh teh hay k huamin bhi nehaal hona hay

tumhain khabar hi nahin tum to loot jao gay
tumharay hijar main ik lamha bhi sal hona hay

humari rooh pe jaab bhi azaab otrain hay
tumhari yaad ko is dil ki dhaal hona hay

kabhi to roye ga woh bhi kisi ki bhahoon main
kabhi to us ki hansi ko zawal hona hay

milay gi hum ko bhi apne naseeb ki khushiyaan
baas intizaar hay kaab yeh kamal hona hay

har shaks chalay ga humari rahoon per
mohabatoon main humahin woh misaal hona hay

Zamana jis k kham-o-peech main olajh jaye
humari zaat ko aisa sawal hona hay

yaqeen hay mujh ko woh loot aye ga
usay bhi apne kiye ka milal hona hay
Posted 27 Feb 2007

Jaoon Jab bichar to shyad pa na sako ge
phir umar bahr tum humain rula na sako ge
JO Raz-Dil hai suna lo himain
Hamare bad shyad kisi ko suna na sako ge
DOSTI main Buhat kareeb hain mahsoos kero
Itna qareeb tum apni sha rag ko bhi pa na sako ge
Her bat main tumko yad aainge her sai main nazar aainge
Nishani aisi de jainge ke jala na sako ge
kissi mahfil main jo muskura ke ro paro ge
Poochne per bhi waja chashm e num bata na sako ge
Ker do humain badnaam de lo humain saza
Baad mai tum kissi ko itna sata na sako ge
Dil ki sun lo or ker lo deedar
Aagya hajab to phir hata na sako ge
Itni sakht saza na de us ko KamS
Dil pe laga diya us ne dag to tum bhi mita na sako ge

Posted 27 Feb 2007

Nighahain pher lata hain , Log dil se bhula dete hain,
Kia Muhabbat ka yeh hi silla hai,

Dil to chahta hai ke bhari mehfil main usey bura kahoon,
Magar us ki guzri wafaoon ka kheyal aata hai,

Pyar us se kia badnaam zamaney main ho gye,
Akela hi reh gyaa main , Woh kissi aur ke ho gye,

Aaj kal ke dostoon main bewafii aam hai,
Dakhney main khoobsoorat dhuka dena inka kaam hai,

Kia hoa Malik us ko , Zamaney ne agar mujh se chheen lia,
Us ki yaadoon ki amanat to mere pass hai,

Khat main likh doon naam , Magar phir kheyal aata hai,
Masoom hai sanam mera , Kaheen bad naam na ho jye.....

Posted 27 Feb 2007

Reply to Topic